Jo main na rahu, aankhon main aansoo na bahana tum
Is dil pe hai bas nam tumhara, yeh yaqeen rakhna tum
Main hoon tere sath, tu meri hai mere har qadam
Door ho kar bhi kahan ek doosre se hain door hum
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Guzarte Lamho Me Sadiya Talash Karta Hoon,Ye Meri Pyas Hai Nadiya Talash Karta Hoon,Yahan To Log Ginate Hai Khubiya Apni,Me Apne Aap Me Khamiya Talash Karta Hoon..
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Har Nazar Ko Ek Nigaah Ka Hak Hai,Har Rooh Ko Ek Aah Ka Hak Hai.Hum Bhi Dil Lekar Aaye Hai Es Duniya Me,Hume Bhi Ek Gunaah Ka Hak Hai
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Khamosh Kuch Aise Rehne Laga Hun,Jaise Zindagi Me Kuch Raha Hi Nahi,Dil To Rota Raha Bahot,Aankho Se Ek Ashq Bhi Na Chhalka Kabhi.-
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Jindgi Me Jb Jb Unhe Tanhai Ne Sataya Hoga,Tb Tb Unhe Hamara Khayal Aaya Hoga,Gm Y Nai K Wo Bhul Gye Hmko,Gm Y Hai K Ro-Ro K Bhulaya Hoga. » Read more: Bewafa Love SMS – aankhon main aansoo na bahana tum